Music Video

07. Gulshan | SHAREH | JJ47 | TALHAH YUNUS
Watch 07. Gulshan | SHAREH | JJ47 | TALHAH YUNUS on YouTube

Featured In

Credits

PERFORMING ARTISTS
Jokhay
Jokhay
Lead Vocals
JJ47
JJ47
Rap
Talhah Yunus
Talhah Yunus
Rap
Shareh Akhter
Shareh Akhter
Rap
COMPOSITION & LYRICS
Shareh
Shareh
Songwriter
Talhah Yunus
Talhah Yunus
Songwriter
Jahanzaib Ahmed
Jahanzaib Ahmed
Songwriter
Muhammad Umair Khan
Muhammad Umair Khan
Songwriter
PRODUCTION & ENGINEERING
Jokhay
Jokhay
Producer

Lyrics

Wou waqt mujhe yaaad, jb sakht thay halaat Aur wahi yaar saath, wahi bahar bethe raat Kabhi jeet kabhi maat, kabhi gham ki hou ghaant Kabhi khushi dete baant, pasand kre meri art saray Dushman ka jhund gaye bhaag saray Mai roshan kru naam, lagay daagh saray Mere sath aag baray, puff maray pass karay Bus bakwaas na karay Mere sath mere idol, tu betha idle Chotay ghiss tu kese cheenega mujhse yeh title Mai tou liney likhu jese holy houti bible Kill'em with the venom, saanp milay mujhe viper Times up, puray qoutay 5k bills, kiukay sab sikkay khotay Sheerkhua rappers yeh vibe mujhe low day Yeh naam rakhou yaad, kiukay naam kaam par houtay Sheher ki hu shaan aur future hu mai Gulshan ka OG certify kre tujhse tou puchu na Aye baye shaye kre laga mujhe rotu sa Kaun kab jaye kiya pata kab lotunga Bolay shaitaani par sar par hai halo Tum baatain na pelo, tum zada na khelo Raaz jo tum baant'tay tou bharwati tum fail hou Atay tum zer hou, tou bars tum yeh lelo Batil ka qatil hu, khushi kr hasil lu Aalim na faazil hu, game ka mai shatir hu Jarh urdu rap tou is par mai ghalib hu Gunnahgaar phr bhi roz sajdo mai aa giru Ghar ka tha bara, sbsay hu ma lara On the loose like a killa, got a J jese Dilla Mai tou pee k bhi na hila, aur mera na koi zilla Meri baatain hai chataaan, aur mai khara jese qilla Flow like skepta, du tujhe repta, soch mai tu qaid tha Khud pe chotay rehem khaa, wahi parha sehem jaa, red zone mai danger Paper canvas, mai jese painter Zabaan lambi jese saray hou mendak Mojo jojo mai karu tera brain cut Door phenku tujhe mera aim at Uranus Faasle na katain Hum rahen ya na rahen Gird humaray khuaabon ke Chand log humpe hansen Main betha hun Gulshan main phool mere log! Or Oos unpe raingti Sunney waley lafz mere chuntey jesay mere ganey barey Qeemti Jo haq hai wo luck nahi! Jo tera hai wohi tujhe Mil k rahe ga Mai likhta sachai aur itni likhai kabhi krun nahi Ginti Laga hun hustle main hua jabsey baligh Khud ki Ghulami bana deti Malik Zamaney sey das kr! Hum Seekhien hain hus kar 26 umar lakin lagta main chalis Aur Batien hain Khalis! Tu inki Qadar kr Milega tujhe bhu sab thora Sabar kr Asar kr tu apney pe! Itna agar kr Yeh teri hai dunya! tu achi nazar kr Dikha dey hamey bhi Kinarey koi Gardish main nahi Sitarey koi Main dhondu agar ch tu miltey nahi Sehehar main bachey nahi hamarey koi Dikha rey koi aur Jata rahe koi Bulandi nahi bharti khasarey koi Ata hai yun to sabhi ka hi waqat Guzarey koi aur Sawarey koi Musafir! Ab manzil KHUDA k hawaley Main rozana girta woh Roz hi Sambhaley Yeh Jado jehad bhi na krti bhalai Laga k jo bethogey ge Aklon pe Talley App Beeti kahani hai Lafzon pe bhari tu iskey unwaan sun Yeh batien hoti Nazil! Main fazil! Laa idhar kaaan! Sun Faasle na katain Hum rahen ya na rahen Gird humaray khuaabon ke Chand log humpe hansen Kahanian likhta nahi mai Gawahon se puchu k kitna sahi mai Likhta raha saalon se ginta mahinay Nai parta fark mujhe tu kitna ameer hai Aasmaanon pe mehl, zameenon pe jeetay Zameenon pe sotay, zameenon se seekhay Zameenon ke ho ke, par ye Dunya ye peechay Hum seekhay saleekay, tum seekhay tareeqay Style mera chaap le, mai Gulshan ka Iqbal jese Aa na mere raastay mai, dunya bhi misaal dekhay Qalam ka kamaal dekhay tera bura haal dekhay Sun mere laal tu bhi chalega wuhi chaaal betay Checkmate! Mai hu tera death bed Baby teri wet wet, nai hota mai set wet Launday hote left weft, sun ke meri net worth Phelay mere network, Im the one who reps love "Musāfir ke raste badalte rahe Muqaddar meñ chalnā thā chalte rahe Muqaddas tanhaiii se larte rahe Hum darte bhi thay par hum darte na thay Hum lafzon k taajir, sambhalte na thay Wo paise k peeche hath malte rahay Sitaaray hum jese ubharte rahay Woh Gaanon ki baarish se jaltay rahay Baaten meri gehri tu bhi doobega chal terna seekh Murree chor jaani, Carlsberg lao ya Hennessy Meri technicalities ye likhun sirf reality My melodies are remedy mai laya musicality Damn Lemme save you baby I can be your Superman Bol kon laaya phir Urdu Rap ka Faasle na katain Hum rahen ya na rahen Gird humaray khuaabon ke Chand log humpe hansen Imtehaan ki inteha Khaamiyon ke darmiyaan Roshni ki jaanib chalen Ke phir na ho yeh nayi subah
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Get up to 2 months free of Apple Music
instagramSharePathic_arrow_out