Lyrics

Aaj kal kyun aati nahi yaad Humain huay kitne saal Guzaaray kis halaat mein Raatein beshumaar Apna hi zimaydaar main Hai tera kya hisaab? Puuchho mani guhar se Batayen woh Shuru se aisa hi thaa Jab koi paisa nahi thaa Beta kamal mila jawab Jab adaalat main aya tha naam Judge da faisla jitta Jeeta main daulat bina Chahiya hai dollar dinar Cream, Manali chitaang Aik bandi jo lagti hai Hania Khan Ab toh Rupaiyya rumaal hai Chaandi chupaalay Papi puraanay Aye maidan mein Chotay sab bhaagay Hood mn dhamal hai Jab beat pe Talal hai Mic te Bilal hai Aaj kal kyun aati nahi yaad Humain huay kitne saal Guzaaray kis halaat mein Raatein beshumaar Apna hi zimaydaar main Hai tera kya hisaab? Puuchho mani guhar se Batayen woh Khaali haat shuruwaat Ghaltiyan maaf hoti yahaan nahi Kuch yaar jo dil aur dimagh mein thay mere saat Aaj mere paas nahi Amma hui pareshaan Allah ne bachaa di hai jaan Pathi hai gaand nahi Aagay hi chala jahan Garajti hai charas Barasti sharaab Mujh mein hai rooh-e-sultan bitch Khan of Kalaat bitch Baje alarm awaam ko lagay azaan hai Diya gaya aisa naam Di gayi bhi aisi awaaz hai Huay hairaan kehte ye munda shaitaan hai Pucho kab hua farrar main bola ke Aaj kal kyun aati nahi yaad Humain huay kitne saal Guzaaray kis halaat mein Raatein beshumaar Apna hi zimaydaar main Hai tera kya hisaab? Puuchho mani guhar se Batayen woh Aaj kal kyun aati nahi yaad Humain huay kitne saal Guzaaray kis halaat mein Raatein beshumaar Apna hi zimaydaar main Hai tera kya hisaab? Puuchho mani guhar se Batayen woh
Writer(s): Bilal Baluch Lyrics powered by www.musixmatch.com
Get up to 2 months free of Apple Music
instagramSharePathic_arrow_out