Lyrics

Puraane Raasto Me, Nafrat Ke Daur Chale Vo Aage Nikle aur Hum Khudko Peeche Chhod Chale Vo Aage Badh Chuke Jo Muskura Ke Kehte the shubham Yahaan Koi Dekh Lega, Chal Na Kahi Aur Chale Hawaaye Garam si Uske Jism ki aur Chale Aaya Chapet me Pr ye Dil Chahta ki aur Jale Samjhata Reh gya me Khudko fir bhi Samhla nhi vo kehte hai na Dil ke aage kisi ka koi zor chale Me khudse zyada tujhse rubaru Haa jaise chaha vaisi hubahu thi tu Teri majbooriyan, main na lad saka Mai Ashwathama aaj bhi na mar saka Tu Ashiqui, Tu hi falsafa Tune kiya galat pr me sahi nai Kar saka Tere diye zakham, mai na bhar saka Mai Ashwathama, Aaj bhi na mar saka Hai likhne ka hunar Tere Baare Likhte Jaare Likh na Paare Hum Bechaare Gum Bhoola Dar Kinaare Kashh Lgaare Dhua Dhua har jagah A girl with no gall bladder Low sugar fir bhi uski baate Meethi jaise Rum use Afsos Na Kareeb Na khush Kambakht Ye baarish Ye sardi ke mausam me the vo saath mere Poori botal thi haath mere Nichoda dard unhone is glass me re Vo mar rhe Aur taboot the paas mere Ab kya hi karu baatein zinda laash se re Tu Ashiqui, Tu hi falsafa Tune kiya galat pr me sahi nai Kar saka Tere diye zakham, mai na bhar saka Mai Ashwathama, Aaj bhi na mar saka
Writer(s): Shubham Chourasiya Lyrics powered by www.musixmatch.com
Get up to 2 months free of Apple Music
instagramSharePathic_arrow_out