Lyrics

mukhtasar baat hai sun le zara zindagi be waja tere bina sard ratoon ki woh bheeghi tanhaiyaan mere ashiyaan ko in barishoon ne jala diya phir teri yad aay kyun... na janay kyun aisay mujhay chor kay ab woh chaldiay khamosh lamho mein kahin rastay juda jab kardiay rishtay bhi tu jab na rahay phir kyun woh ja kay door roy tere naina tere naina tere naina tere naina roain naina tere naina na he chain aa phir teri yad aay kyun... dard karoun kaise biyan sadiyoun ka hai yeh imtihan teri he chahat ka asar shaid wafa mein thi kami mil kay bhi jo na milsaki roog judayi ka hai sehna kaise mein batao tere bin kiya ban gaya janay kyun bana tu mere jinay ki waja phir teri yad aay kyun...
Writer(s): Sachin Gupta Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out