Lyrics

Jis din se maine tum ko dekha hai Is dil mein ik sapnaa sa jaagaa hai Ijaazat ho to sunaa doon Jis din se maine tum ko dekha hai Is dil mein ik sapnaa sa jaagaa hai Ijaazat ho to sunaa doon Is dil ne jab se tum ko paayaa hai Kuch choree-choree maine bhee sochaa hai 'gar ijaazat ho to bataa doon 'gar ijaazat ho to bataa doon Shokhi hai, nazaakat hai, nazaron mein sharaarat hai Aisa bhee sharmaana kya, kah do ki mohabbat hai Kehne kee zarurat kya, baathon kee haqiqat kya Chhalke naa nigaahon se, aisee bhee mohabbat kya Kuch khoyaa-khoyaa dil bhee rahata hai Kuch choree-choree maine bhee sochaa hai 'gar ijaazat ho to bataa doon Ijaazat ho to sunaa doon Zulfon ko sanvaara bhee, chehare ko nikharaa bhee Ab to de do, jaan-a/e-jaan, banhon ka sahaara bhee Masti ka zamana bhee, khushiyon ka khazaana bhee Paayaa to tumhein paayaa, jeene ka bahaana bhee Ab duniyaa kitni rangin duniyaa hai Is dil mein ik sapnaa sa jaagaa hai Ijaazat ho to sunaa doon 'gar ijaazat ho to bataa doon Dil ko naa sanbhaaluun to? seene se lagaa loon to? Honton kee jo laali hai usko main churaa lo to? Yoon nazaren naa daalo tum, ab dil ko sanbhaalo tum Dekhe naa hamein duniyaa, seene mein cchopa lo tum Kya jaane, mujko dar kyun lagtaa hai Kuch choree-choree maine bhee sochaa hai 'gar ijaazat ho to bataa doon Jis din se maine tum ko dekha hai Is dil mein ik sapnaa sa jaagaa hai Ijaazat ho to sunaa doon Ijaazat ho to sunaa doon
Writer(s): Madan Mohan, Kaifi Azmi Lyrics powered by www.musixmatch.com
Get up to 2 months free of Apple Music
instagramSharePathic_arrow_out